Social Icons

Featured Posts

Saturday, September 10, 2016

Wafa main ab ye hunner ikhtyaar kerna hai "Mohsin"

" POETRY "

" Wafa main ab ye hunner ikhtyaar kerna hai "
" Wo sech kehay na kehay aitbaar kerna hai "


Wafa main ab ye hunner ikhtyaar kerna hai "Mohsin"

Monday, September 5, 2016

Chorh diya hum nay aitbaar qismet ki lkeerun pay "Wasi Shah"

"POETRY"

" Chorh diya hum nay aitbaar qismet ki lkeerun pay "Wasi" "
" Jo dilun main bess jain wo lkeerun main nahin mila kertay "

http://www.mareezeishq.com/

Thursday, September 1, 2016

Toot sa geya hai mere aitbaar ka wajood "Urdu sad poetry"

"POETRY"

" Toot sa geya hai mere aitbaar ka wajood "
" ab koi mukhlis bhi ho to yaqeen nahin ata "

Toot sa geya hai mere aitbaar ka wajood "Urdu sad poetry"

Monday, August 29, 2016

Itna asaan nahin shaher muhabbat ka peta "Mohsin"

"POETRY "

" Itna asaan nahin shaher muhabbat ka peta "Mohsin"

" Khud bhetkte hain yahan rah batane wale "

http://www.mareezeishq.com/

Thursday, July 14, 2016

Perha Hai Waasta Mohsin Muhabbat ke Yazedoo Se - Mohsin Naqvi

"POETRY"

Perha Hai Waasta Mohsin Muhabbat ke Yazedoo Se

Yahaan Hum Apni Ankhoon Mein Bhi Pani Rakh Nhi Sakte

Perha Hai Waasta Mohsin Muhabbat ke Yazedoo Se - Mohsin Naqvi

Uljha Rahi Hai Muj Ko Yahi Kashmakash Muselsel Mohsin - Mohsin Naqvi

"POETRY"

Uljha Rahi Hai Muj Ko Yahi Kashmakash Muselsel Mohsin

Wo Aa Besa Hai Muj Mein Yaa Mein Uss mein Kho Gaya Hon

Uljha Rahi Hai Muj Ko Yahi Kashmakash Muselsel Mohsin - Mohsin Naqvi

Kabhi Jo Chir Gai Yad-E-Raftagan Mohsin - Mohsin Naqvi

"GHAZAL"

Kabhi Jo Chir Gai Yad-E-Raftagan Mohsin,

Bikhar Gai Hain Nigahein Kahan Kahan Mohsin,

Hawa Ne Raakh Urai To Dil Ko Yad Aaya,

K Jal Bujhein Mere Khawabon Ki Bastian Mohsin,

Kuch Aise Ghar Bhi Mile Jin Mein Goonghaton K Iwaz,

Hoi Hain Dafan Do Patton Mein Larkia Mohsin,

Khandar Hai Ahd Guzashta Na Choo Na Cheir Usay,

Khulein To Band Na Hon Is Ki Khirkian Mohsin,

Bhujha Hai Kon Satara K Apni Aankh K Sath,

Howay Hain Sare Manazar Dhowan Dhowan Mohsin,

Nahi K Us Ne Ganway Hain Maah-O-Saal Apne,

Tamam Umar Kati Youn Bhi Raigaan Mohsin,

Mila To Aur Bhi Taqseem Kar Gia Mujh Ko,

Sametna Thein Jise Meri Kirchian Mohsin,

Kahein Se Us Ne Bhi Tora Hai Khud Se Rabt-E-Wafa,

Kahein Se Bhool Gia Main Bhi Dastaan Mohsin.............!

Kabhi Jo Chir Gai Yad-E-Raftagan Mohsin - Mohsin Naqvi