Ghazal
Aana hai to khud hi chale aao kisi din,
Apni to aadat hai bulaya nahi karte,
Kabi humse khafa hone ka tasawur b na karna,
Hum ese sitam gar hain manaya nahi karte,
Jis dar pe gaye hain faqat ik bar gaye hain,
Phir laut kar us dar pe hum jaya nahi karte,
Ankhon se pilao gy to aa jayengy peeney,
Paimaanon se peeney to hum jaya nahi karte,
Apna to shewa hai zara gaur se sun lo
Hum Khud hi tarap lete hain
tarpaya nahi karty.

No comments:
Post a Comment