" GHAZAL "
" Ae mohabbat to meri mohabbat ka khayal rakhna "
" Main rahoon na rahoon tu use sambhal rakhna "
" Bohut nadaan hai wo meri jan-e-wafa "
" To us ki hansi ko hamesha barqarar rakhna "
" Na gire aanso ki aik bond bhi us ki aankho se "
" To motioun ki tarah us ke aanso ko sambhal rakhna "
" Jab bhi wo roe meri yaad main to use itna kehna "
" K main lout aaoga bus mujh pe thora aethbar rakhna "
" Aur jab tak main lout kar na aao tab tak "
" Ae mohabbat to meri mohabbat ka khayal rakhna "
No comments:
Post a Comment