" POETRY "
Chak Daman Ko Dekha To Mila Eid Ka Chand
Apni Tasveer Kahan Bhool Geya Eid Ka Chand
Inke Abroh-e-Khameda Ki Tarha Tikheya Ha
Apni Aankho Mein Bari Der Chobha Eid Ka Chand
DOOR Veran Baseray Mein Diya Ho Jaise
Gham Ki Diwaar Se Dekha To Laga Eid Ka Chand
Ley K Halat K Sehiraon Mein Aa Jata Hai
Aaj Bhi Khald ki Rangat Fiza Eid Ka Chand
Talkhiyan Bard Gaen Jab Zeset K Pahmane Mein
Ghool K Dard Ke Maron Ne Piya Eid Ka Chand
Chashm To Wast-e-Aflaq Mein Khoi Sagar
Dil ne Ek or Jaga Dhond Lia Eid Chand…
No comments:
Post a Comment